How to make custom search for your Blog

Aagar aap ek ache blogger hai
aur chahte he ki aapko blog par aapke name se ek search engine bhi ho
aur uski design bhi aapki choice ke hisab se hi ho to yah Information aapke lie
kam ho sakti hai ! Google dwara seva free pradan ki gayi hai , eske alawa 100$
ki fee jma kar aap eske other Feature ka labh utha sakte hai !
Google Custom Search Engine ki site ko open kare, yha aapko
Creat a google search engine ka botton dikhayi dega espar click kare.

Es click karne ke bad aapke samne es prakar ka ek form
khulega yha site to search ka ke option pe apne sites ka URL daliye , jis
custom search banana chahte he .

Eske bad language option pe jakar custom search ke lie
language select kijiye , agar aap ek language hindi ke lie custom search engine
bnana chahte hai to sirf Hindi language select kijiye , agar aap all language
ke lie custom search engine bnana chahte he to all language select kijiye aur
fir Create botton par click kijiye .

Create bottom par click karne par aapko yah msg dikhayi dega
yha aapko Add in to your – Get Code aur View it on the web-Public URL ke botton
dikhayi dega Add in your site-Gate code pr click kare uaske bad aapko ye code
dikhayi dega

Bas aapke custom search engine ka code aapke samne
Ab aapko ye code copy karna he
Uske bad aap apne blog ke tamplate me jakar Edit HTML ke page me past kar de bas ho gya aapka apna
search engine taiyar
Agar aap apne search engine ki texture look and feel me koi
badlaw karna hahte he to Edit search engine par click kar skte hai

Setup option me aap apne function add kar sskte he texture
look and feel ko badla ja skta hai aur search futures me jakar naye search
features add karaye ja sakte he . yha ke sare option aapke jarurat ke hisab se
kavi bhi badle ja skte he